Mukhtasar mulaakat hai
Ankahi koi baat hai
Phir raat ki, shaitaniyaan
Ya alag, ye jazbaat hai
Mukhtasar mulaakat hai
Ankahi koi baat hai
Ankahi koi baat hai
Mukhtasar mulaakat hai
Ankahi koi baat hai
Phir raat ki, shaitaniyaan
Ya alag, ye jazbaat hai
I can’t control this feeling
Don’t know whats going on
But I wanna let go, oo w o o
Mausam yeh kehta hai
Bheege andhero mein
Dubki lagaatein hain aa
Par mujhko lagta hai
Main roklu khudh ko
Ehsaas hai, yeh naya
Kya hua, main hoon bekhbar
Hai naya sa, suhaana asar
Jeet hai ya maat hai
Mukhtasar mulaakat hai
Ankahi koi baat hai
/
Yeh toh suna thaa
Ke kuch aisa hota hai
Par mujhko bhi, ho gaya
Meri toh duniya
Andaaz woh kho gaya
Dekhna doobna ho gaya
Doobana tairana ho gaya
Kya asar mere saath hai
Mukhtasar mulaakat hai
Ankahi koi baat hai
Phir raat ki, shaitaniyaan
Ya alag, ye jazbaat hai…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.