Naina by Mohit Chauhan (2011)

Naina bhole bhole, Kuch bole bole
Phir haule haule, man dole dole
Baahein khole khole, par tole tole
Ude haule haule, man bole bole

Naina bhole bhole, Kuch bole bole
Phir haule haule, man dole dole
Baahein khole khole, par tole tole
Ude haule haule, man bole bole

Hota hai jaise, Neendon mein bolna
Baahon mein dolna, Aankhon mein tolna
Hota hai jaise, Neendon mein bolna
Baahon mein dolna, Aankhon mein tolna

Hone laga hai, jaane kyun aisa
Kucch love jaisa, mujhko ho raha

Naina bhole bhole, Kuch bole bole
Phir haule haule, man dole dole
Baahein khole khole, par tole tole
Ude haule haule, man bole bole

Khushboo nahi main, na main nami si
Phir bhi hawa mein rahun, kuch to batao
Dil ki sunao, khamoshiyon se kahun

Khushboo nahi main, na main nami si
Phir bhi hawa mein rahun, kuch to batao
Dil ki sunao, khamoshiyon se kahun

Hota hai jaise, baaton ko modna
Rasmon ko todna, khawaabon ko jodna
Hone laga hai, jaane kyun aisa
Kucch love jaisa, mujhko ho raha

Picchle dinon se, mujhko hua yun
Khud mein rahon main koi
Tanha khayalon mein
Karti hun baatein
Dar hai sune na koi..

Hun picchle dinon se, mujhko hua yun
Khud mein rahon main koi
Tanha khayalon mein, karti hun baatein
Dar hai sune na koi

Hota hai jaise, neendon mein bolna
Baahon mein dolna, aankhon mein tolna
Hone laga hai, jaane kyun aisa
Kucch love jaisa, mujhko ho raha… hu..

Naina bhole bhole, Kuch bole bole
Phir haule haule, man dole dole
Baahein khole khole, par tole tole
Ude haule haule, man bole bole

Naina bhole bhole, Kuch bole bole
Phir haule haule, man dole dole
Baahein khole khole, par tole tole
Ude haule haule, man bole bole

Naina bhole bhole, Kuch bole bole
Phir haule haule, man dole dole
Baahein khole khole, par tole tole
Ude haule haule, man bole bole…

Responses