Only You by A R Rahman (1997)

2 views

Tera ek khyaal, hai sahib e kamal
Hai husn jahan se bhi hasin o bemisaal
Tera hi to hai aaks char su
Tera hi to rang hai aisa hi jamaal
Teri hi tadap hai mujhe, chain hi kahan hai mujhe

Aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai,
Inki talaash hai,only you
Aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai,
Inki talaash hai,only you

Na chahta hu main ye jahan,
Na chahta hu main jannat vahan
Haan chahta hun main only youu
Haan chahta hun main only youu

Aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai,
Inki talaash hai,only you

Mere wajud ki tu hi vajah,
Mere sujud ki tu hi vajah
Mere wajud ki tu hi vajah,
Mere sujud ki tu hi vajah,

Kehta hai jab tu main hu tera,
Parda hai kyun darmiya,
Jiske didar ko tarsu woh hai
only you

Aankho ki pyaas hai, is dil ki aas hai,
Inki talaash hai,only you
only you…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply