Paas Hum Dur Vo by Raghav Sachar (2007)

2 views

Bekhabar, tujhse me poochoon zara
Ye raat hai zulfon ka hai ye nasha
Humsafar haye, teri ye ada
Ye nazar ye husna ki shokiyan

In lamhon main zindagi bhar le
Aankhon se bandagi karele – [2]
Yun na dil ko tarsa

Paas hum door vo kya khata kar gaye
Dekh ke khuaf se aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare in fasalon se mar gaye

Jaaneman tarse hain ye akhiyaan,
Vo makhmali badan sharmo haya
Humdam mere nazdik aa,
Rut hai javan yun na tadapa

In khabon ko dilkasheen kar de,
Honthon mein tu nami bhar de – [2]
Yun na dil ko tarsa

Paas hum door vo kya khata kar gaye
Dekh ke khauf se aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare in fasalon se mar gaye

In lamhon main zindagi bhar le,
Ankhon se bandagi kar le
In khawabon ko dilkasheen kar de,
Honthon main tu nami bhar de
Ab to aa meri jaan aa

Paas hum door vo kya khata kar gaye
Dekh ke khauf se aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare in fasalon se mar gaye

Paas hum door vo kya khata kar gaye
Dekh ke khauf se aaj hum dar gaye
Pyaar hi pyaar main kya gazab kar gaye
Kya kare kya na kare in fasalon se mar gaye…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply