Phir Se Ud Chala by Mohit Chauhan (2011)

0 views

Hoooo
Oo… ho.. ho…
Oo… ho.. ho… o ho o o..

Phir se ud chala
Ud ke chhoda hai
Jahaan neechein
Mein tumhare ab hoon
Havaale havaa

Ab door door log bag meelon
Door yeh waadiyan
Phir,
Dhuaa Dhuaa tan har badli chali aati hai chhoone

Par koi badli kabhi kai kar de
Tan geela yeh bhi naa ho,
Kissi manzar par mein rukka nahin
Kabhi khud se bhi mila nahin
Yeh gilla toh hai mein khafa nahin
Sheher ek se gaon ek se
Log ek se naam ek

Oo.. ho o..
Phir se ud chala main
Mitti jaise sapne ye kitna bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain..

Itne saare sapne kya kahoon
Kis tarah se maine
Tode hain chode hain, kyun
Phir saath chale, mujhe le ke ude
Yeh kyun Oo. ho o o..

Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Mere saath saath, phir dar dar yeh
Kabhi sehera, kabhi saavan
Banu raavan kyun mar marke
/

Kabhi daal daal, kabhi paat paat
Kabhi din hai raat, kabhi din din hai
Kya sach hai, kya maya,
Hai daata, hai daata…

Idhar uudhar, titar bitar
Kya hai pata, hawa le hi jaye
Teri ore,
Kheenche teri yaaden teri yaaden, teri ore..

Rang birange vehmon mein, main udta phirun
Rang birange vehmon mein, main udta phirun

Oo… ho.. oo. o. o. o…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply