Raabta by Arijit Singh (2012)

5 views

Kehte hain khuda ne
Iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye
Tera milna hai uss
Rab ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

Kehte hain khuda ne
Iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye
Tera milna hai uss
Rab ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta

Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yahi hai
Marna issi ke liye

Kehte hain khuda ne
Iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye

Hmmm..
Meharbaani jaate jaate… mujh pe kar gaya
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazara mila, roshan sitaara mila
Takdeer ki kashtiyo ko, kinara milaa

Sadiyon se tarse hai jaisi zindagi ke liye
Teri saubat mein duaaye hain ussi ke liye
Tere milna hai uss rab ka ishaara maanu
Mujhko banaya tere hi jaise kisi ke liye

Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kaise hum jaane, hume kya pata
Kuch toh hai tujhse raabta

Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah yahi hai
Marna issi ke liye

Kehte hain khuda ne
Iss jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai
Banaya har kisi ke liye…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply