Rabba by Clinton Cerejo (2013)

3 views

Koi tara chamke rooh mein
Aur mujhko raah dikhaye
Koi karam ho sune sazon pe
Aur, aur, aur, aur aur..

Rabba aur saha na jaaye
Kuch to bol, bol, bol
Rabba kismat ke darwaje
Ab to khol, khol, khol

Rabba aur saha na jaaye
Kuch to bol, bol, bol
Rabba kismat ke darwaze
Ab to khol, khol, khol

Mere saare sapne, haan ji
Band hain jis bakse mein haan ji
Rabba kar de us bakse mein
Koi hole, hole, hole

Rabba aur saha na jaaye
Kuch to bol, bol, bol

Zagmag jagmag inn galiyon mein
Humko thodi jagah deela de
Zagmag zagmag in galiyon mein
Humko thodi jagah dila de
Wahaan hamara dil na maane
Utha wahaan se, yahaan bitha de

Pyaar, umeedein, sapne, haan ji
Daale tune mann mein haan ji
Saare armanon ko jagaa ke
Na kar jhol, jhol, jhol

Rabba aur saha na jaaye
Kuch to bol, bol, bol
Rabba kismat ke darwaze
Abb to khol, khol, khol

Hoye hoye hoye..

Khwaab gholte hain aankhon mein
Roz bolte hain baaton mein
Khwaab gholte hain aankhon mein
Roz bolte hain baaton mein
Aankhon mein hain, baaton mein hain
Magar nahin aatein haathon mein

Sabar ki seema tooti haan ji
Dede koi booti haan ji
Tere aage peet rahe hain
Kab se dhol, dhol, dhol

Rabba aur sahaa na jaaye
Kuch to bol, bol, bol
Rabba kismat ke darwaze
Ab to khol, khol, khol

Rabba aur sahaa na jaaye
Kuch to bol, bol, bol
Rabba kismat ke darwaze
Ab to khol, khol, khol

Koi tara chamke rooh mein
Aur mujhko raah dikhaye
Koi karam ho soone saaz pe
Aur dhun poori ho jaaye

Ek lay chale kuch sur bahein
Yeh silsilaa chalta rahe
Kabhi bol ke, kabhi bin kahe
Ek baat si chalti rahe..

Koi taara chamke rooh mein…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply