Rubaru (Kyun Faaslein) by Amjad Nadeem (2011)

2 views

Kyon faaslein hain darmiyan
Zindagi lethi hai imtihaan

Kyon faaslein hain darmiyan
Zindagi lethi hai imtihaan

Koi to baat hai, jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai, kya kahen
Koi to baat hai, jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai, kya kahen

Rubaru hone pe, kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe, kyon ajnabi na lage

Koi to wajaah hai jo, saaye ki tarha saath hai
Koi to wajaah hai jo, saaye ki tarha saath hai

Tu hai to ye jahan, haan mere saath hai
Tu hai to har khushi, paas paas hai

Akelapan mujhe, chhoo nahi pata hai
Paagal ye man mera, har pal hasaata hai
Akelapan mujhe, chhoo nahi pata hai
Paagal ye man mera, har pal hasaata hai

Koi to baat hai, jo tera saath hai
Ye ittefaaq hai, kya kahen

Rubaru hone pe, kyon ajnabi na lage
Rubaru hone pe, kyon ajnabi na lage

Koi to wajaah hai jo, saaye ki tarha saath hai
Koi to wajaah hai jo, saaye ki tarha saath hai…

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply