Rumani by Thomson Andrews (2013)

1 view

Rumani aankhon ki jaana ghazal tum ho
Befikar beraham jaana katal tum ho
Ho rumani aankhon ki jaana ghazal tum ho
Ho befikar beraham jaana katal tum ho

Iss zameen se falak bedhadak bedhadak
Itrati huyi, balkhati huyi
Baadalon ke pare gote khate huyi
Behaya, besharam kat ke bhagi huyi
Sarphiri, manchali pagal patang tum ho

Rumani aankhon ki jaana ghazal tum ho
Befikar beraham jaana katal tum ho
Iss zameen se falak bedhadak bedhadak
Itrati huyi, balkhati huyi
Baadalon ke pare gote khate huyi
Behaya, besharam kat ke bhagi huyi
Sarphiri, manchali pagal patang tum ho

Tum ho.. Tum ho
Haan tum ho.. Haan tum ho

Ik teri ghoont me behki si main ho gayi
Pee ke teri khushbein mehki si main ho gayi
Behki behki jhumu ..behki behki jhumu
Mehaki mehaki ghoomu ..mehaki mehaki ghoomu
Gustakh dil jo liya
Befikar, beraham, behaya, besharam
Shaitani raahon ka naya kadam
Tum ho..
Tum ho..

Ho jaane kis shayar ka jhoota vahem tum ho
Iss zameen se falak bedhadak bedhadak
Itrati hui, balkhati hui
Baadalon ke pare gote khate huyi
Behaya, besharam kat ke bhagi huyi
Sarphiri, manchali pagal patang

Tum ho
Haan tum ho..
Haan tum ho
Rumani aankhon ki jaana ghazal tum ho…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply