Saadda Haq by Mohit Chauhan ft. Clinton Cerejo (2011)

0 views

Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan… Galat
Main sahi samaj ke jo bhi karoon
Tum kehte ho galat,
Main galat hoon to phir kaun sahi (phir kaun sahi)…?

Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko arzi doon
Matlab ki tum sabka mujh pe
Mujhse bhi zyada haq hai..

Saadda haq… aithe rakh..

Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh

Na na.. na na.. na na na

Hey… In kataron mein, ya udhaaron mein
Tum mere jeene ki aadat ka
Kyon ghont rahe dum?

Be saleeqa main, Us gali ka main
Na jismein haya, Na jismein sharam

Man bole ke rasmein jeene ka harjaana
Duniya dushman, sab begaana
Inhe aag lagaana
Man bole man bole
Man se jeena ya mar jaana ha…

Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Na na.. na na.. na na
Na na.. na na.. na na

O eco friendly, nature ke rakshak,
Main bhi hoon nature
Rivaazon se, samajhon se kyon…. ?
Tu kaate mujhe, kyun baante mujhse
Iss tarah…

Kyun sach ka sabak sikhaaye,
Jab sach sunn bhi na paaye
Sach koi bole toh tu
Niyam kanoon bataaye
Tera darr… Tera pyaar…
Teri waah, tu hi rakh (rakh saali)

Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Aithe aithe rakh

Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh… Saadda haq, aithe rakh…

Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply