Saathiya by Shreya Ghosal (2011)

4 views

Saathiya… Saathiya…
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya

Chun liya… Chun liya…
Tujhko deewane ne
Chun liya

Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nayi si dhun

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Ooooo…
Achhi lage, Dil ko mere
Har teri baat re
Saaya tera, Ban ke chalun
Itna hai khawab re
Kaandhe pe sar, rakh ke tere
Kat jaye raat re
Beetenge din, Thame tera
Hathon mein hath re

Yeh kya hua mujhe, Mera yeh dil
Phisal phisal gaya
Yeh kya hua mujhe, Mera ye jahaan
Badal badal gaya

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sunhe na zid pe ada

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Ooo….
Neendein nahin, Chaina nahin
Badalun mein karwatein
Taare ginu ya main ginu
Chadar ke sarwate

Yaadon mein tu, Khwab mein tu
Teri hi chahatein,
Jaaun jidhar, Dhoonda karun
Teri hi aahate

Yeh jo hai dil mera, Yeh dil suna na
Keh raha yahin
Woh bhi kya zindagi, Hai zindagi ki
Jis mein tu nahi

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Saathiya… Saathiya…
Pagle se dil ne
Yeh kya kiya

Chun liya… Chun liya…
Tujhko deewane ne
Chun liya

Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Ga raha hai sun nayi si dhun

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujh se juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply