Sapna Re Sapna by Padmanabh Gaikwad (2013)

4 views

Sapna re sapna, hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyon ki dibiya, bhar de re nindiya
Jaadu se jaadu kar jaa na

Sapna re.e.e sapna, hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa na..

Ankhiyon ki dibiya, bhar de re nindiya
Jaadu se jaadu kar jaa na

Bhoore bhoore baadalon ke bhaalu
Loriyaan sunaye lara ra ru..
Bhoore bhoore baadalon ke bhaalu
Loriyaan sunaaye lara ra ru..
Taron ke kanchon se raat bhar khelenge
Sapnon mein chanda aur tu..

Sapna re sapna, hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..

Peele peele kesari hain gaauon
Geeli geeli chaandni ki chhanv
Peele peele kesari hain gaauon
Geel geeli chaandni ki chhanv
Bagalon ke jaisere doobe huve hain re
Paani mein sapnon ke paanv

Sapna re sapna, hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyon ki dibiya, bhar de re nindiya
Jaadu se jaadu kar jaa

Sapna re sapna.. Sapna re sapna
Ankhiyon ki dibiya.. Ankhiyon ki dibiya…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply