Socha Sau Dafa Tumse Kahun by Sonu Nigam (2010)

1 view

Huuu hmm hmm hmm….

Socha sau dafa tumse kahun,
Ab yeh faasalein kaise sahu – [2]
Yeh na ho saka main tumse puchh loon
Kaise jiyu kya karun, kya karun

Ho o o…
Socha sau dafa tumase kahun
Ab yeh faasalein kaise sahu

Kayi baar tumse kehne ko aaye
Jubaan thartharaayi, kadam dagmagaye
Ho o o…
Kayi baar tumse kehane ko aaye
Jubaan thartharaayi, kadam dagmagaye [2]

Chaahe dil kabhi main tumko khat likhu
Kaise likhu kya karu, kya karu
Ho o o…
Socha sau dafa tumase kahun
Ab yeh faasalein kaise sahu

Gaya chain mera gayi meri nindein
Magar mere dil se gayi na umeedein
Ho o o…
Gaya chain mera gayi meri nindein
Magar mere dil se gayi na umeedein [2]

Aahat jab sunu main khidki khol du
Deewana hoon kya karu, kya karu
Ho o o…
Socha sau dafa tumse kahun
Ab yeh faasalein kaise sahu
Yeh na ho saka main tumase puchh loon
Kaise jiyu kya karun, kya karun


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply