Tarkeebein by Salim Merchant (2010)

1 view

Tarkeebein, tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai, atrangi tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai, atrangi tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein, tarkeebein, tarkeebein

Sir pe maalish ke jaise hain mansoobe har dil ke
Ulje baalon se leke raaste hain manzil ke
Jaibon mein rakh le yaara, kanghi hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein apni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein, tarkeebein

Hum kal se kal niptenge, jo hoga dekh lenge
Hum tas se mas na honge jo hoga dekh lenge
Thande pade jo haunsle sek lenge (sek lenge)
Ho ho chadte suraj ko chooke sek lenge
Ho tension vension kya hai bas maathey pe bal hote hain
Beparwah muskano se hi masle hal hote hain
Aazma le aazma le, changi hai tarkeebein

Tarkeebein, tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai, atrangi tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein, tarkeebein, tarkeebein
Satrangi sapne hai, atrangi tarkeebein

Bachpan se gyaan sunte hai, matt samjho life is easy
Itni bhi kya hai jaldi, thoda sa take it easy
Maana future se ummeedein toh lagi hain
Ho kyon na jiyen jo aaj mein zindagi hai
Ho mushkil ke dhabbon ko jam ke mehnat se dho lenge
Kamjoshi kaisi bhaiya hum saare nal kholenge
Aazma le aazma le tanki hai tarkeebein

Tarkeebein, tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein apni hai tarkeebein
Satrangi sapne hai, atrangi tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein kitni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein apni hai tarkeebein
Tarkeebein, tarkeebein


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply