Tu by Sonu Nigam (2005)

2 views

Tu sharmili simti si, hai shokh titli si tu,
Resham ki narmi si, jaadhoo mein garmi si tu,
Ratoo ke kajal sitaron ki anchal si tu,
Me love u tooo..

Tu sharmili simti si, hai shokh titli si tu,
Resham ki narmi si, jaadho mein garmi si tu,
Ratoo ke kajal sitaron ki anchal si tu,
Me love u tooo..

Dekha tujhe dil ne kaha, tu kon hai ye bata
Tujhse to hai shayad mera sadiyo ka vasta

Tu sharmili simti si,hai shokh titli si tu,
Resham ki narmi si, jaadho mein garmi si tu,
Ratoo ke kajal sitaron ki anchal si tu,
Me love u tooo..

Tariff teri karu kya, tujh pe fida hai ye jahaan
Pakiezgi teri aisi, shaam ka jaise lobaan,
Dhup hai tu chav hai, raat hai savera hai,
Meri tu zamin ya aasman

Dekha tujhe dil ne kaha, tu kon hai ye bata
Tujhse to hai shayad mera sadiyo ka vasta

Tu badal ke balo si, din ke ujalo si tu,
Dilkash khayalo si, rangin khwabo si tu,
Tere sawalo se, mere jawabo si tu,
Me love u tooo..
/

Oos mein jaise nahai, labo pe khili hai muskan,
Tu hai farisaton ke jaisi, ruh ki hai jaise tu hi jaan,
Tujhko jo paa jao, hosh mein na main aau,
Mujh pe tu kar ehsaan

Dekha tujhe dil ne kaha, tu kon hai ye bata
Tujhse to hai shayad mera sadiyo ka vasta

Tu jhilimil baharo si, rimjhim phuharo si tu,
Anjani yaadon si, pechane wado si tu,
Van ki gufaoon si, saato shuaoon si tu,
Me love u tooo..

Tu sharmili simti si,hai shokh titli si tu,
Resham ki narmi si, jaadho mein garmi si tu,
Ratoo ke kajal sitaron ki anchal si tu,
Me love u tooo..


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply