Tujhe Sochta Hoon by K K (2012)

0 views

Tujhe sochta hoon main shaam o subah
Issse zyada tujhe aur chahoon toh kya
Tere hi khyaalon mein dooba raha
Is se zyada tujhe aur chahoon toh kya

Bus saare gum mein jaana
Sang hoon tere
Har ik mausam mein jaana
Sang hoon tere…
Ab itne intehaan bhi
Na le mere

Aaa ha aa… Sang hoon tere
Aaa ha aa… Sang hoon tere
Aaa ha aa… Sang hoon tere

Meri dhadkanon mein hi teri sadaa
Iss kadar tu meri rooh mein bus gaya
Teri yaadon se kab raha mein judaa
Waqt se pooch le waqt mera gawaah

Bus saare gum mein jaana
Sang hoon tere
Har ik mausam mein jaana
Sang hoon tere
Ab itne intehaan bhi
Na le mere.e..

Aaa ha aa… Sang hoon tere
Aaa ha aa… Sang hoon tere
Aaa ha aa… Sang hoon tere

He aee.. Ho…o.o.o aaa…

Tu mera thikana, Mera aashiyaana
Dhale shaam jab bhi, mere paas aana
Hai baahon mein rehna, Kahin ab na jaana
Hoon mehfoos inme, bura hai zamana

Bus saare gum mein jaana
Sang hoon tere
Har ik mausam mein jaana
Sang hoon tere
Ab itne intihaan bhi
Na le mere

Aaa ha aa… Sang hoon tere
Aaa ha aa… Sang hoon tere
Aaa ha aa… Sang hoon tere

He aee.. Ho…o.o.o aaa…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply