Tujhko bhulaana
Aansu na laana
Ab aa gaya
Go away, stay away
You are not the one for me
go away, stay away, this is our realty
Tujhko bhulaana
Aansu na laana
Aur muskuraana
Ab aa gaya, ab aa gaya
Yaadon se teri, daaman chhudaana
Dil naa dukhaana
Ab aa gaya, ab aa gaya
Sunn bewafa yeh, taiy kar liya
Reh lenge hum, tere bin
Hey ab dard bhi kya hai, humko bhala
Raat aa gayi hai
Tere mere darmiyaan ka jo hai faasla
Yaadon se teri, daaman chhudaana
Dil na dukhaana, ab aa gaya
Dil ke makaan se, tu jaa chukaa
Iss mein nahin tu ab raha
Oh ho..
Meri dua mein, tu ab kahan
Tu ajnabi hai
Tune inn mein rehne ka hai haqq kho diya
Tujhko bhulaana
Aansu na laana.. na laana
Aur muskuraana
Ab aa gaya
Hey yaadon se teri, daaman chhudaana
Dil na dukhaana
Ab aa gaya, ab aa gaya
Ab aa gaya…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.