Chutneymusic.com 3d Logo

Maa Sunao Mujhe Woh Kahani by Siza Roy

277 views

Description

Maa Sunao Mujhe Woh Kahani by Siza Roy (2019 Bollywood Cover)

Lyrics

Maa..maa..maa..
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani

Jo hamari tumhari katha ho
Jo sabhi ke hriday ki gatha ho
Jo hamari tumhari katha ho
Jo sabhi ke hriday ki gatha ho
Gandh jisme ho dhara ki
Baat jisme na ho apsara ki
Ho na pariyan jahan aasmaani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani

Wo kahani ko hasna sikha de
Pet ki bhookh ko jo bhula de
Wo kahani ko hasna sikha de
Pet ki bhookh ko jo bhula de
Jisme sach ki bhari chaandni ho
Jisme ummeed ki roshni ho
Jisme na ho kahani puraani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani
Maa sunao mujhe wo kahani
Jisme raja na ho na ho rani.

Listen


by

Tags:

Comments

Leave a Reply