Main Hoon Deewana Tera by Arijit Singh (2015)

7 views

Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai..
Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai..

Naa jaanu main kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai
Naa jaanu main kaisi ye bekarari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyari hai

Tu dil ka thikana, hoon tera deewana

Deewana tera.. tujhe hi bulaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye
Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye

Deewana deewana deewana deewana
Deewana deewana deewana hai..

Pooche nigaahein meri
Hai kahaan raahein teri
Jaane kyun naa jaane tu
Tanha hai baahein meri -[2]

Raat bhi guzaari hai
Jo utre na teri hi toh khumaari hai
Mushkil hai bhulaana, hoon tera deewana..

Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye
Deewana tera.. tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri.. tu aaye na aaye

Dil mein jo armaan jaage
Teri hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh
Jaane nahin hai aage – [2]

Soorat ye yun aankhon mein utaari hai
Maine toh bhulaai duniya saari hai
Hai tujhko bataana hoon tera deewana

Deewana tera tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri tu aaye na aaye..
Deewana tera tujhe hi bulaaye
Ye marzi teri tu aaye na aaye…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply