Main Rahoon by Abhijeet Bhattacharya (2006)

6 views

Main rahoon na rahoon
Meri aawaaz…

Main rahoon na rahoon
Meri aawaaz tum
Gunjati har jagah har kadam paaoge
Main milu na milu mere geeton ko tum
Zindagi ki tarah har kadam paaoge – [2]

Main tha jahaan hoon main waheen
Beeta hua kal main nahi
Main tha jahaan hoon main waheen
Beeta huan kal main nahi
Har mod pe, har raah mein, har dard mein
Har aah mein

Gungunaunga main muskuraaunga main
Dil ki aabohawa mein yaad aaunga main
Yaad aaunga main – [2]
Kuchh kahu na kahu
Mere geeton ko tum
Roshni ki tarah har taraf paaoge – [2]

Main aaj hoon main kal bhi hoon
Sadiyaan hoon main, main pal bhi hoon
Main aaj hoon main kal bhi hoon
Sadiyaan hoon main main pal bhi hoon

Har rang mein, har roop mein
Har chaanv mein, har roop mein
Jhilmilaaunga main, jagmagaaunga main
Mausamon ki adaa mein yaad aaunga main
Yaad aaunga main -[2]

Main dikhu naa dikhu
Mere andaaz tum, waqt hi ki tarah
Har taraf paaoge

Main rahoon na rahoon
Meri aawaaz tum
Gunjati har jagah har kadam paaoge
Gunjati har jagah har kadam paaoge
Gunjati har jagah har kadam paaoge…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply