Mera Mann Kyon Tumhe Chahe by Artie Butkoon Feat Saleem Beharry

57 views

Description

Mera Mann Kyon Tumhe Chahe by Artie Butkoon Feat Stinky

Lyrics

MERA MANN KYON TUMHE CHAHE
[Mann (1999)]

[M] He he he.. he..ee…
Ha.. ha ha aa aa…

[F] La la la aa aa aa…
La la la.. la aa aa aa…
Mera mann…
Kyon tumhe chaahe..mera mann…
Na jaane..
Jud gaya kaise.. yeh bandhan…

[M]Mera mann…
Kyon tumhe chaahe.. mera mann…
Na jaane..
Jud gaya kaise.. yeh bandhan…

[F] Kaisi yeh deewaangi
Kaisa yeh deewaana pan…
[M] Mera mann…
Kyon tumhe chahe.. mera mann…

[F] Main deewani ban gayi..
Tum ne aisa kya kiya
Meri neenden loot li..
Chain bhi mera liya

[M] Mera dil meri jaan ho
Tum abhi naadan ho
Ishq se anjaan ho…
[F] Mera mann…
Kyon tumhe chaahe.. mera mann…

[M] Pyaar kahte hai kisse..
Hota hai yeh dard kya
Aaj pehli baar yeh..
Maine jaana dilruba

[F] Jaagi jaagi so gayi
Kis jahan mein kho gayi
Kya se kya mein ho gayi…
[M] Mera mann..
Kyon tumhe chaahe.. mera mann…
[F] Na jaane…
Jur gaya kaise.. yeh bandhan…
[M] Kaisi yeh deewaangi
Kaisa yeh deewaana pan…
[F] Mera mann…
Kyon tumhe chaahe.. mera mann..
[M] Mera mann..
[F] Haan.. mera mann

Listen


Download

Mera Mann-Artie Butkoon feat.Stinky.mp3


by

Comments

Leave a Reply