Mera Yaar 8K – 8K/4K Music Video | Farhan Akhtar, Sonam Kapoor | Javed Bashir | Bhaag Milkha Bhaag

0 views

Watch the 8K/4K music video “Mera Yaar” featuring Farhan Akhtar and Sonam Kapoor, sung by Javed Bashir from the movie Bhaag Milkha Bhaag. Enjoy this high-quality music experience!

#Merayaar #8K #4K #farhanakhtar #sonamkapoor #bhaagmilkhabhaag #shankarehsaanloy #prasoonjoshi

Song – Mera Yaar
Singer – Javed Bashir
Music – Shankar Ehsaan Loy
Lyrics – Prasoon Joshi
Director – Rakeysh Omprakash Mehra
Banner – Viacom18 Motion Pictures and Rakeysh Omprakash Mehra Pictures
Producers – Rajiv Tandon, P. S. Bharathi & Viacom18 Motion Pictures

Lyrics:

Ho, mera yaar hai Rabb warga
Dildaar hai Rabb warga
Mera yaar hai Rabb warga
Dildaar hai Rabb warga
Ishq karoon ya karoon ibadat
Ishq karoon ya karoon ibadat, ikko hi gall ae
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Main mandir kyun jaavaan? Mera yaar Khuda hai
Main masjid kyun jaavaan? Mera yaar Khuda hai
Main mandir kyun jaavaan? Mera yaar Khuda hai
Main masjid kyun jaavaan? Mera yaar Khuda hai
Mere pairon mein bhangda
Saanson mein tappe-tappe
Main ishq-taraane gaaun chappe-chappe
Ishq karoon ya karoon ibadat
Ishq karoon ya karoon ibadat, ikko hi gall ae
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah
Woh noor ka jharna hai, main pyaas purani
Maine aankh se gatak liya us husn ka paani
Woh noor ka jharna hai, main pyaas purani
Maine aankh se gatak liya us husn ka paani
Use takte, takte, takte umar guzaroon
Koi aur khayal jo aaye, jhat se utaarun
Oh, Ishq karoon ya karoon ibadat
Ishq karoon ya karoon ibadat, ikko hi gall ae
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Maine ishq-itar pehna, main khushboo-khushboo
Ab wohi mehekta hai mere bheetar har-soo (Alif-Allah)
Maine ishq-itar pehna, main khushboo-khushboo
Ab wohi mehekta hai mere bheetar har-soo
Mere pairon mein bhangda
Saanson mein tappe-tappe
Main ishq-taraane gaaun chappe-chappe
Ishq karoon ya karoon ibadat
Ishq karoon ya karoon ibadat, ikko hi gall ae
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo
Alif-Allah, Alif-Allah, Alif-Allah hoo

Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2025
👉 Subscribe To Sony Music India YouTube – http://bit.ly/SonyMusic_YouTube
👉 Like us : Facebook – https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
👉 Follow us : Instagram – https://www.instagram.com/sonymusicindia
👉 Follow us : Twitter – https://twitter.com/sonymusicindia

Comments

Leave a Reply