Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera Lyrics

17 views

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera Teraji
Maiya Uche Pahado Per Dera Dera ji
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye

Maa Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera Teraji
Maiya Uche Pahado Per Dera Dera ji
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye

Tere Darsh Se Maa Amrat Ki Dhara Ha Jhar Jhar Barash Rahi
Tere Darsh Se Maa Amrat Ki Dhara Ha Jhar Jhar Barash Rahi
Tere Darshan Paane Ko Maiya Hai Duniya Taras Rahi

Maine Likh Di Araji
Maine Likh Di Araji
Maiya Maine Bhi Likh Di Mata Araji
Araji ji Maiya Aage Jo Teri Marji
Araji pe meri Gaur To Karo Maa Sherawaliye Maa

Mishri Se Bhi Meetha Naam Teraji
Uche Pahado Per Dera Dera ji
Tera Mandari Sunhar Sherawaliye

Sada Aati Pahado Se Tere Maiyaji Hawa Sukho Se Bhari
Sada Aati Pahado Se Tere Maiyaji Hawa Sukho Se Bhari
Bate Khusiya Tu Bhakto Ko apne Maa tujh sa dayalu na koi

Tune Hai Banayi Tune Hai banayi
Maa Tune Banayi Sari Shristi Shristiji
Maata Chahu Mai Bus Daya Ki Dristi Dristiji
Karo Mujhpe Meharo Ki Meharawaliye Maa

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera Teraji
Maiya Uche Pahado Per Dera Dera ji
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye

Teri Jyot Maa Nyari Nyari Hai Jagmag Sadiyo Se
Teri Jyot Maa Nyari Nyari Hai jagmag jagmag Sadiyo Se
Sari Duniya Me Teri Charcha Mai dekhraha akhiyo se

Komal Hai Balak Komal Hai Balak
Maa Komalji Balak Mata Tera Taraji Sevak
Daal Diya Tere Dar Dera Deraji
Maiyaji Jaunga Na Khaali Sherawaliye Maa

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera Teraji
Maiya Uche Pahado Per Dera Deraji
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye

Maa Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera Teraji
Maiya Uche Pahado Per Dera Dera ji
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye

Sherawaliye Sherawaliye
Sherawaliye Sherawaliye
Mehrawaliye Mehrawaliye
pahadawaliye pahadawaliye
Sherawaliye


Posted

in

by

Tags:

Comments