Mumkin Nahin by Anupam Amod (2012)

4 views

Jaanu main na jaane dil, kya khwahish jagi hai
Kyun aankhon ko bhi kuch hua
Jaagi jaagi rehti hain, kahaan neendein gayi hain
Kya hone laga hai tu bata

Tere labon pe hai mili, mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon, mere liye mumkin nahi
Meshsoos yeh hota hai tu, mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi
Mumkin nahi… Mumkin nahi

O o o ho.. O o o ho…

Mujhko chhipale tu, khud mein hi kahin pe
Main bhool jaaun yeh jahaan ..yeh jahaan
Faasla kabhi naa ho, dil chaahe yahi toh
Dhadkan tere bin hai kahaan

Meri nazar kehne lagi tu saamne ho har ghadi
Bas ik tere chehre bina duniya meri mumkin nahi
Paaya tujhe toh hai laga poori huyi koi kami
Tujhse judaa main ab rahoon khwaabon mein bhi
Mumkin nahi..
Mumkin nahi.. Mumkin nahi

Tere labon pe hai mili mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon mere liye mumkin nahi
Meshsoos yeh hota hai tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi

Tere labon pe hai mili mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon mere liye mumkin nahi
Meshsoos yeh hota hai tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar lamhe chale mumkin nahi…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply