Pana Ki Tamana By Angela Motie & Apache Waria (2019 Bollywood Cover) (2)

Pana Ki Tamana By Angela Motie & Apache Waria (2019 Bollywood Cover)

263 views

Description

Angela Motie & Apache Waria Do A 2019 Bollywood Cover Of Pana Ki Tamana Originally Sung By Lata Mangeshkar And Kishore Kumar Taken From The Movie Heera Panna (1973), This Cover Was Produced ,Mixed And Mastered By Rock Entertainment Studio.

Lyrics

Panna ki tamanna hai ki heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye
Ho panna ki tamanna hai ki heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye

Panna ki tamanna hai ki heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye

Heera to pehle hi kisi aur ka ho chuka
Heera to pehle hi kisi aur ka ho chuka
Kisi ki madbhari aankhon mein kho chuka
Yaadon ki bas dhool ban chuka dil ka phool
Seene pe main rakh doon jo hath phir khil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye
Ho panna ki tamanna hai ki heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye

Dil to dete hain lete hain log kai baar
Dil to dete hain lete hain log kai baar
Hua kya kisi se kiya tha tumne pyar
Yaadon ko chhod de, vaadon ko tod de
Apni jagah se kaise parbat hil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye

Bhoola na mere dil ko kabhi jiska khayal
Bhoola na mere dil ko kabhi jiska khayal
Ho sake to use mere dil se tu nikaal
Na karoon main yeh kaam to nahi mera naam
Na karoon main yeh kaam to nahi mera naam
Baaton se yeh zakhm-e-jigar kaise sil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye
Ho panna ki tamanna hai ki heera mujhe mil jaaye
Chaahe meri jaan jaaye, chaahe mera dil jaaye
Heera heera heera heera heera

पन्ना की तमन्ना है कि
हीरा मुझे मिल जाये
चाहे मेरी जान जाये
चाहे मेरा दिल जाये
हो पन्ना की तमन्ना है
कि हीरा मुझे मिल जाये
चाहे मेरी जान जाये
चाहे मेरा दिल जाये
पन्ना की तमन्ना है
कि हीरा मुझे मिल जाये
चाहे मेरी जान जाये
चाहे मेरा दिल जाये
हीरा तो पहले ही
किसी और का हो चुका
हीरा तो पहले ही
किसी और का हो चुका
किसी की मदभरी
आँखों में खो चुका
यादों की बस से धूल
बन चुका दिल का फूल
सीने पे मैं रख दूँ
जो हाथ फिर खिल जाये
चाहे मेरी जान जाये
चाहे मेरा दिल जाये
हो पन्ना की तमन्ना है
कि हीरा मुझे मिल जाये
चाहे मेरी जान जाये
चाहे मेरा दिल जाये
दिल तो देते हैं
लेते हैं लोग कई बार
दिल तो देते हैं
लेते हैं लोग कई बार
हुआ क्या किसी से
किया था तुमने प्यार
यादों को छोड़ दे
वादों को तोड़ दे
अपनी जगह से कैसे
परबत हिल जाये
चाहे मेरी जान जाये
चाहे मेरा दिल जाये
भूला ना…

Listen


Comments

Leave a Reply