Rabba by Shiraz Uppal (2010)

0 views

Kuch bole huye lafzon mein chupi baatein
Aur adh khuli aankhon mein kati raatein
Kuch bole huye lafzon mein chupi baatein
Aur adh khuli aankhon mein kati raatein
Gumsum dabe dabe sulagte armaan
Khwaab nigaahon mein ho gaye mehmaan

Rabba re kya hua, rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya
Rabba re kya hua, rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya

Kuch jalte badan par meethi barsaatein
Phir khoyi huyi raahon mein mulakaatein
Kuch jalte badan par meethi barsaatein
Phir khoyi huyi raahon mein mulakaatein
Hulchul ruki ruki aur dhadkan dole
Yun hi kisi apne ke sang woh ho le

Rabba re kya hua, rabba re dil gaya (dil gaya)
Rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya (mil gaya)
Rabba re kya hua, rabba re dil gaya (dil gaya)
Rabba kya maajra, kya khoya aur kya mil gaya

Kuch sehme sisakte yun hi khayalon mein
Kuch anjaani tanhai ke haadon mein
Kuch sehme sisakte yun hi khayalon mein
Aur anjaani tanhai ke haadon mein
Masti jagi jagi kya sargam chede
Yaad ki dori ko thaam ke na chode

(Rabba re kya hua, rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, kya khoya, kya mil gaya) – 4 times


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply