Riya Goley

Riya Goley – Khairiyat

29 views

Description

Khairiyat | Chhichhore | Female Cover| Riya Goley

Lyrics

Khairiyat puchho
Kabhi to kaifiyat puchho
Tumhaare bin deewane ka
Kya haal haiDil mera dekho
Na meri haisiyat puchho
Tere bin ek din jaise
Sau saal haiAnjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi ho dooriya filhaal hai
Ye dooriya filhaal hai
Khairiyat puchho
Kabhi to kaifiyat puchho
Tumhaare bin deewane ka
Kya haal haiDil mera dekho
Na meri haisiyat puchho
Tere bin ek din jaise
Sau saal haiTumhaari tasveer ke sahaare
Mausam kai gujaare
Mausami na samjho
Par ishq ko humaareNazaron ke saamne main
Aata nahi tumhaare
Magar rehte ho har pal
Manzar mein tum humaare

Gar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila
Iss dard mein zindagi khush-haal hai
Ye dooriya filhaal haiKhairiyat puchho
Kabhi to kaifiyat puchho
Tumhaare bin deewane ka
Kya haal haiDil mera dekho
Na meri haisiyat puchho
Tere bin ek din jaise
Sau saal haiAnjaam hai tay mera
Hona tumhe hai mera
Jitni bhi ho dooriya filhaal hai
Ye dooriya filhaal hai

ख़ैरियत पूछो, कभी तो कैफ़ियत पूछो
तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है
दिल मेरा देखो, ना मेरी हैसियत पूछो
तेरे बिन एक दिन जैसे १०० साल है
अंजाम है तय मेरा, होना तुम्हें है मेरा
जितनी भी हो दूरियाँ फिलहाल हैं
ये दूरियाँ फिलहाल हैं
ओ, ख़ैरियत पूछो, कभी तो कैफ़ियत पूछो
तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है
दिल मेरा देखो, ना मेरी हैसियत पूछो
तेरे बिन एक दिन जैसे १०० साल है
तुम्हारी तस्वीर के सहारे, मौसम कई गुज़ारे
मौसमी ना समझो पर इश्क़ को हमारे
नज़रों के सामने मैं आता नही तुम्हारे
मगर रहते हो हर पल मंज़र में तुम हमारे
अगर इश्क़ से है मिला, फिर दर्द से क्या गीला?
इस दर्द में ज़िंदगी खुशहाल है
ये दूरियाँ फिलहाल हैं
ओ, ख़ैरियत पूछो, कभी तो कैफ़ियत पूछो
तुम्हारे बिन दीवाने का क्या हाल है
दिल मेरा देखो, ना मेरी हैसियत पूछो
तेरे बिन एक दिन जैसे १०० साल है
अंजाम है तय मेरा, होना तुम्हें है मेरा
जितनी भी हो दूरियाँ फिलहाल हैं
ये दूरियाँ फिलहाल हैं

Listen

Download
  1. Song
Donate

Please consider Donating to keep our culture alive


Please consider Donating to keep our culture alive


by

Tags:

Comments

Leave a Reply