Ryan Joseph – Saanson Ki Jarurat Hai Jaise

22 views

Description

Ryan Joseph – Saanson Ki Jarurat Hai Jaise

RYAN JOSEPH x MYSTIC STUDIOS – SAANSON KI JARURAT HAI JAISE (2021)
SONG :- SAANSON KI JARURAT HAI JAISE
ARTISTE :- RYAN JOSEPH (1-868-382-1533)
MUSIC BY:- ROGER “RABBIT” RAMOUTAR
PRODUCED, ARRANGED, MIXED & MASTERED BY :- ROGER “RABBIT” RAMOUTAR
STUDIO :- MYSTIC STUDIOS 1-868-(789-4613 & 341-9110)

Lyrics

SAANSON KI ZAROORAT HAI JAISE LYRICS – Aashiqui
Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Lyrics of the movie Aashiqui is written by Sameer. This is a lovely song composed by Nadeem Shravan and beautifully sung by Kumar Sanu.

Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Lyrics
Song : Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise
Album : Aashiqui (1990)
Singer : Kumar Sanu
Musician : Nadeem Shravan
Lyricist : Sameer

Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Lyrics
Saanson ki zaroorat hai jaise
Saanson ki zaroorat hai jaise
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chaahiye..
Aashiqui ke liye
Jaam ki zaroorat hai jaise
Jaam ki zaroorat hai jaise
Bekhudi ke liye

Haan ek sanam chaahiye
Aashiqui ke liye
Bas ek sanam chaahiye
Aashiqui ke liye
Waqt ke haathon mein
Sabki taqdeerein hain
Waqt ke haathon mein
Sabki taqadirein hain

Aaina jhootha hai
Sachchi tasveerein hain
Jahaan dard hai waheen jeet hai
Jahaan pyaas hai waheen meet hai
Koi na jaane magar
Jeene ki yahi reet hai
Saaz ki zaroorat hai jaise
Saaz ki zaroorat hai jaise
Mausiqi ke liye
Bas ek sanam chaahiye
Aashiqui ke liye
Haan ek sanam chaahiye
Aashiqui ke liye

Manzilein haasil hain
Phir bhi ek doori hai
Manzilein haasil hain
Phir bhi ek doori hai
Bina humraahi ke
Zindagi adhoori hai
Milegi kaheen koi rehguzar
Tanha katega kaise yeh safar
Mere sapne ho jahaan
Dhoondhoon main aisi nazar
Chaand ki zaroorat hai jaise
Chaand ki zaroorat hai jaise
Chandini ke liye
Bas ek sanam chaahiye
Aashiqui ke liye

Saanson ki zaroorat hai jaise
Saanson ki zaroorat hai jaise
Zindagi ke liye
Bas ek sanam chaahiye..
Aashiqui ke liye
Bas ek sanam chaahiye..
Aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye
Aashiqui ke liye

Listen

YouTube
  1. Subscribe
Donate

Please consider Donating to keep our culture alive



Comments

Leave a Reply