Hai woh handsome sona sabse
Mere dil ko gaya lekar
Meri neend chura li usne
Aur khwab gaya dekar
He woh handsome sona sabse
Mere dil ko gaya lekar
Meri neend chura li usne
Aur khwab gaya dekar
Ab ye naina bole yaar
Bole yehi lagataar
Koi chaahe kitna roke karungi pyaar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Haan jabse usne akhiyon se
Dil pe autograph diya
Tabse everyday maine
Bas usko hi yaad kiya – [2]
Senti mere jazbaat o sunle mere dil ki baat
Saath mujhko le ke jaa main hoon taiyaar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Filmy style se jab usne
kal raat mujhe propose kiya
Daayein na dekha, baayein na dekha
Usko dil ka rose diya – [2]
Huve charche chaar hazaar
Photo chhap gayi in akhbaar
Mujhko parwah nahi koi Im with the star..
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Mere saiyaan superstar
O Mere saiyaan superstar
Main fan hui unki
O mere saiyaan superstar
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.