Tauba Tauba by A R Rahman (1997)

5 views

Khud se jab ladta hoon
Rab se yeh kehta hoon
Chaaron or jo hota hai
Usse main gussa hoon

Tauba tauba nafs maghroor hai
Tauba tauba sach se door hai
Tauba tauba dil benur hai
Tauba tauba kaisa daur hai

Khud se jab ladta hoon.. sach hai
Rab se yeh kehta hoon.. sach hai
Chaaron oar jo hota hai.. sach hai
Us se main gussa hoon.. sach hai

Tauba tauba nafs maghroor hai
Tauba tauba sach se door hai
Tauba tauba dil benoor hai
Tauba tauba kaisa daur hai

Kab aayegaa
Waqt woh nayaa
Kab payenge
Sab dil ki aazadi ko kab aayegi
Woh pyarip yari ek subah

Daulat badhti hai roz toh ameeron ki hi
Bhukh badhti hai roz hi garibon ki
Waadon se tarzubaan, waqt milte hi par
Gungi ho jaate hai unn Rehbaron ki

Chaltein hai aakad ke yeh zameen pe
Bhoole Ke jaana hai ik din iss zameen mein
Dhabba hai yeh jaise chaand pe dhabba
Dhoka ke dhoka, detein hai khud ko dhoka

Tauba tauba nafs maghroor hai
Tauba tauba sach se door hai
Tauba tauba dil benoor hai
Tauba tauba kaisa daur hai

Sochon sochon zaraa, kaafi hai ik shamaa
Jisse jal uthti hai yahaan, laakhon shamaa
Saari duniya badal jaayegi yaaron par
Hai zaroori badalna bas ik kaam..

Muskaare ke dekhna bhi neki, logon ki
Raahon se patthar hata laane ki
Sajda tu sajda, duniya ko naa kar sajda
Sajda ho sajda, bas naam hai khuda ka sajda

Tauba tauba nafs maghroor hai
Tauba tauba sach se door hai

Khud se jab ladta hoon
Rab se yeh kehta hoon
Chaaron oar jo hota hai
Usse main gussa hoon


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply