Hoo…
Kyun lag raha hai, samay ajnabi (ajnabi)
Ho..aisi na dekhi, yeh raatain kabhi..
Hai palon ki bas yeh mulaaqaat
dhal raha hai sitaaron mein aakaash
Kyun yeh raiton sa, phisalta jaye lamha
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chhodna, tum yeh baahein kabhi na
Jaana na, kahin tum, liye.. ijaazat bina
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chhodna, tum yeh baahein kabhi na
Jaana na, kahin tum, liye.. ijaazat bina
Aankhein, kabhi main na kholun
Jab tum nahi saamne ho
Uss kal ki kese main sochun
Jis kal mein tum hi nahi ho
(Tum hi nahi ho.., tum hi nahi ho..)
Bachpana thi meri jawaani
Aa ke tu ne badal di kahaani
Hogai kaise, khawaahish yeh jawaan
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chhodna, tum yeh baahein kabhi na
Jaana na, kahin tum, liye.. ijaazat bina
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chhodna, tum yeh baahein kabhi na
Jaana na, kahin tum, liye.. ijaazat bina
Cindrella.. Cindrella..
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chhodna, tum yeh baahein kabhi na
Jaana na, kahin tum, liye.. ijaazat bina
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chhodna, tum yeh baahein kabhi na
Jaana na, kahin tum, liye.. ijaazat bina
Cindrella.. Yaa..hi ye..he
Cindrella.. Yaa..hi ye..he
Cindrella.. Yaa..hi ye..he
Cindrella.. He…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.