Thayn Thayn by Abhishek Bachchan (2011)

1 view

Yeh sahiba
Goa aaneka, khaneka, pine ka
Aur mast chill maarne ka
Lekin dum tik tik tik
Dum bilkul nahin maarne ka

Teri baaton ki shaarab, tere paapon ke hisaab
Tere swiss bank account, gol gol mol account
Teri gali gali yaar, poori goli baar baar
Pehle yaari mein mili, phir biki baar baar
Teri hogi sarkar, tera hoga darbaar
Par rahegi nahin, kamzori har baar
Jayenge jayenge jayenge bari bari

Aapki sewa mein, janhit pe jaari

Thayn thayn, tere gale ki jalan
Thayn thayn, abhi hogi nahin kam
Thayn thayn, jo hai maal patti
Thayn thayn, woh hai mombatti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn

Na na na na na na
Na na na na na
Na na na ..chalein daayein baayein
Na na na ..chalein daayein daayein
Na na na ..bas thayn thayn
Na na na ..dishkyaon a dishkyaon

Badi brave hai police, par slave hai police
Kabhi this that that kabhi that that this
Tere party ke chunao, tere paise ke dabao
Tere khote armaan, tere jhoothe farmaan
Tere bike afsar, mile jis daftar
Tere haath, tere par, tere din, tere ghar
Jayenge jayenge jayenge bari bari ..bari bari

Aapki sewa mein, janhit pe jaari

Thayn thayn, tune dhoonda rasta
Thayn thayn, jo bhi mila sasta
Thayn thayn, teri teen patti
Thayn thayn, teri laal batti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn

Na na na na na na
Na na na na na
Na na na ..chalein daayein baayein
Na na na ..bas thayn thayn
Na na na ..bas dishkyaon dishkyaon
Na na na ..chalein daayein baayein
Na na na ..bas thayn thayn
Na na na ..bas dishkyaon a dishkyaon

Chalein daayein baayein
Chalein daayein daayein
Bas thayn thayn
Bas dishkyaon dishkyaon
Chalein daayein baayein
Chalein daayein baayein
Bas thayn thayn
Bas dishkyaon dishkyaon

Thayn thayn, tere gale ki jalan
Thayn thayn, abhi hogi nahin kam
Thayn thayn, jo hai maal patti
Thayn thayn, woh hai mombatti
Thayn thayn, daayein baayein mudegi
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn
Thayn thayn, dishkyaon udegi
Thayn thayn thayn thayn thayn

Dishkyaon…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply