Waqt bhi aaj khafa hai.. jaan-e-jaana
Waqt bhi aaj khafa hai
Hame bara dil mila hai
Jaan-e-jaan
Izhaar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai
Hame bara dil mila hai
Jaan-e-jaan
Izhaar pyar ka kar na sake
Chaandni thi shabaab pe
Aur ham bujhe se the
Maayusi har jagah
Kese jiyen
Maana hogai khata hai
Ab itna shikwa hai
Jaan-e-jaan!
Izhaar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai
Hamain bara dil mila hai
Jaan-e-jaan!
Izhaar pyar ka kar na sake
Saamne jab aaogi
Dekho gi tum hamain
Samjhogi haal-e-dil
Hamain hai yaqeen
Maana dil dil se juda hai
Chain zara na mila hai
Jaan-e-jaan
Izhaar pyar ka kar na sake
Waqt bhi aaj khafa hai
Hamain bara dil mila hai
Jaan-e-jaan
Izhaar pyar ka kar na sake
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.