Yaaron Aisa Hai by Salim Merchant (2013)

2 views

Hum kabhi, hum na harenge
Kabhi na harenge
Hum sabhi ghum ko marenge

Aankhon mein sapne hain
Sapnon mein aashayein hain
Aashayein kehti hain
Kaaton mein gul aaye hai
Khilke woh muskaye hai

Yaaron aisa hai apna yarana
Sath bhi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh takrana
Jo socha hai woh humko hai paana

Ho aaye andheron ki duniya se
Hum ujaalon mein
Humne banayi apni jannat
Apne khayalon se
Ho chand taaron ko kisi din
Hum yahaan le aayenge
Ho dhundhli dhundhli raah mein
Noor ban jayenge

Yaaron aisa hai apna yaraana
Saath hi jeena hai saath hai mar jana

Hum toh aise parindey jo
Naa roke apni udaanon ko
Hum toh aise jhuka denge
Dharti pe aasmaanon ko
Ab toh aage hi badhega
Hur kadam apna
Ho door kitni bhi ho manzil
Ab na hai thakna

Aankhon mein sapne hai
Sapnon mein aashayein hai
Aashayein kehti hai
Kaaton mein gul aaye hai
Khilke woh muskaaye hai
/

Yaaron aisa hai apna yarana
Sath bhi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh takrana
Jo socha hai woh humko hai paana

Yaaron aisa hai apna yarana
Sath bhi jeena hai saath hai mar jana
Har mushkil se hai ab toh takrana
Jo socha hai woh humko hai paana…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply