Yeh Nazar Aur Yeh Adayein by Shaan (2008)

1 view

Pa pa pa pe ra.. Pa pa pa pe ra..
Pa papa pa pa pa ra…

Yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein
Pa pa pa pe ra.. Pa pa pa pe ra..
Pa papa pa pa pa ra…
Yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein
Dhoondhe kiske nishan, pooche kiska pata
Tu to nahi woh bata
Yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein

Pa pa pa pe ra.. Pa pa pa pe ra..
Pa papa pa pa pa ra…
Dil kabhi dhadke, kabhi tadpe, kabhi tarse
Kyon aisa sada kehde, koi mujhse yeh chupke se
Silan si kyon ho rahi, reshmi jism mein o u o
Saans reh reh ke, thami jaye jami jaaye
Na jane nigahon mein, saje sapne yeh kiske
Kaun woh hai jiske liye, itane betaab hai
Yeh nazar aur yeh adayein, mera dil aur meri bahein

Pa pa pa pe ra.. Pa pa pa pe ra..
Pa papa pa pa pa ra…
Gungunate jhilmilate jagmagate se
Yeh lamhe hai ek pal ke, inhein jee bharke aa jee le
Saath mere sab bhool ke, waqt kehta yahi o o ho
Paas aa mere, jara sun le jara keh de
Haule se sabi baatein, dabi hai dil mein jo tere
Khwab tere puchhe jise, mein hu shaayad wahin

Yeh nazar aur yeh adayein, tera dil aur teri bahein
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya

Yeh nazar aur yeh adayein, tera dil aur teri bahein
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya

Yeh nazar aur yeh adayein, tera dil aur teri bahein
sab se kehde jara tere dil ka karar, shayad tujhe mil gaya…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply