Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha..
Jwala si chalti hai, aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai
Parwah hi kya uska aarambh kaisa hai
Aur kaisa parinaam hai
Dharti ambar sitare
Usski nazare utaare
Darr bhi uss se dara re
Jiski rakhwaliya re
Karta saaya tera
Hai
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha..
Ho teri bhakti ka vardaan hai
Jo kamaaye woh dhanwaan hai
Bin kinare ki kashti hai woh
Deva tujhse jo anjaan hai
Yun toh mushak savari teri
Sab pe hai pheredaari teri
Paap ki aandhiyan lakh ho
Kabhi jyoti na haari teri
Apni takdeer ka woh, khud sikander hua re
Bhul ke yeh jahaan re, kiski silien ya haare
Saath paaya tera hey deva
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha..
Ho o
Teri dhuli ka teeka kiye
Deva jo bhakt tera jiye
Usse amrut ka hai moh hai kya
Hass ke vish ka woh pyaala piye
Teri mahima ke chaaya tale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingaari paksodh se
Khadi ravaan ki lanka jale
Shatruon ki katare, ik akele se haare
Kan bhi parbhat hua re
Shlok bann ke jahaan re
Naam aaya tera hey
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha
Deva shree ganesha.. deva shree ganesha..
Ganpati bappa moreyaa
Ghalin lotangan vandin charan ||
Dolyani pahin rup tujhe ||
Deva Preme alingan anande pujin ||
Bhave ovaleen mhane nama ||
Twamev mata cha Pita twamev ||
Twamev bandhusch sakha twamev ||
Twamev Vidhya dravinam twamev ||
Twamev sarwam mam dev dev ||
Kayena vacha manasendriyenva ||
Buddhayatmna va prakrutiswabhavat ||
Karomi yadhyat sakalam parasmai ||
Narayanayeti samarpayami ||
Achyutam keshavam ramnarayanam ||
krushanadamodaram vasudevam bhaje ||
Shridharam Madhavam gopikavallabham ||
Janaki nayakam ramchandra bhaje ||
Hare ram hare ram, ram ram hare hare ||
Hare krishna hare krishna
Krishna Krishna hare hare ||
Hare ram hare ram, ram ram hare hare ||
Hare krishna hare krishna
Krishna Krishna hare hare ||
Hare ram hare ram, ram ram hare hare ||
Hare krishna hare krishna
Krishna Krishna hare hare… ||
Comments
You must log in to post a comment.