Dil Ye Bekarar Kyun Hai by Mohit Chauhan (2012)

Yeah yeah yeah…
Yeah yeah yeah…

Kyun raaton ko main ab chain se so na sakoon
Oo.o.o..Kyun aata nahin mujhe din mein bhi chain-o-sukoon
Oo.o.o..Kyun aisa hota hai main khud se hi baatein karoon
Oo.o.o..Kyun tu jo bole koi sune na woh main hi sunu

Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa…
Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa
Tu bataa… Tu bataa..aa..

Kyun tujhe dekhe bina aata nahin dil ko sabar
Oo.o.o… Kyun tere chehre se hat ti nahin yeh nazar
Oo.o.o… Kyun tujhe paake mujhe rehta hai khone ka darr
Oo.o.o… Kyun tere siva saari duniya se hoon main bekhabar

Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa…
Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa
Tu bataa… Tu bataa..aa..

Yeh pyaar hai jo tujhe ho gaya hai
Naa jaane kyun tu, iss se tha bekhbar
Jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai
Nahin aur kuch, pyaar ka hai asar

Kyun tere jalwo ka chatt ta nahin hai dhuaan
Oo.o.o… Kyun chale hawa toh lage ki jaise tune chhuaa
Oo.o.o… Kyun maangta hai dil tere liye roz duaa
Oo.o.o… Kyun ho raha jo woh pehle kabhi mujhe naa hua
Ha aa…

Dil ye bekarar kyun hai
Iss pe dhun sawaar kyun hai
Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa…
Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai
Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa
Tu bataa… Tu bataa..aa..

Related Articles

Tu Hai by Shreya Ghoshal (2013)

Jaane kyun har khushi Ab lage nami thi Hairan hoon, dafatan kyun teri kami thi Piya re, piya re Chhoo liya bin chhuye Tu hai,…

Tu Jaane Na by Atif Aslam (2009)

Kaise bataayein Kyun tujhko chahe Yaara bataa na paaye Baatein dilon ki dekho jo baaki Aake tujhe samjaayein Tu jaane na aa.. Tu jaane na..…

Its A Game by Vishal Dadlani (2011)

Jalta sulagta, saara sama Jalti sulagti, khamoshiyan Aawazein kyun, so gayi Tasvirein kyun, kho gayi Kaisi yeh betaabi hai, Aayi yeh kaisi yeh shaam hai……

Tu by Mohit Chauhan (2012)

Tu mera aasmaan sa lage kyun Uda uda sa phirun in hawaaon me kyun Oh tu mera raasta sa lage kyun Juda juda sa phirun…

Jaane Kyun Pyaar Mein by Daboo Malik (2010)

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai Ye raatein katt ti nahin Ye din katt ta nahin Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata…

Responses