Kisi ko mera shaukh hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hai mere aashik har jagah
Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Saraa zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Saraa zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamaana…
Raa..! Ladki ekdam right hai
Ladki dynamite hai
Ladki ke chakkar mein
Daily gali gali mein fight hai
Thoda humein do time yaara
Love nahi hai crime yaara
Har din mujhko better lage
Tu ladki hai ya wine
Arey janta ko jawaab do
Kab padogi pyaar mein?
Saari duniya lagi huyi hai
Hum bhi hain kataar mein
Saara zamana.. Haseeno ka deewana
Saara zamana.. Haseeno ka deewana
Saara zamana.. Haseeno ka deewana
Saara zamaana…
Ye kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm
Woh aitbaar karle..
Ye kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi khatm
Woh aitbaar karle..
Kisi ko mera shaukh hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hai mere aashiq har jagah
Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa
Saara zamana… haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Saara zamana…
Leave a Reply
You must be logged in to post a comment.