Main Kya Karoon by Lucky Ali (2011)

6 views

Niklaa main toh har din karke wada khudse naya
Kalke baare mein sochu kyon honatha ho gaya
Agla-pagla kala-bagla raag mein deta kaisa
Kaun hai meri kahani pe lagaayega ik paisa

Bolo ek do teen kahaani kamaal hai
Paisa sawaal hai chaar paanch chhe teri majaal hai
Tere himmat ki teri misaal hai
Main kya karoon main kya karoon
Kaisa samjhaau ki meri kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon
Miyaaooo…

Teen saupensath (365) aadhe khunsat sub se milta jaaoon
Mere charcha koi karta kyon bata na paau
Tere paas toh main na aaya karke tum mujh se na kehna
Kya yeh aisa ho sakta hai kauwa ban jaaye maina

Bolo re (ek do teen) kahaani kamaal hai
Paisa sawaal hai (chaar paanch chhe) teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon

Sarpe mera saya tera aur khuli zameen hai
Jo main karna chaahu tujhpe toh mera yaqeen hai
Rasta jispe chalta hun main ab mushkil wo nahi hai
Yeh banda tera duniya mein gaya guzra toh nahi hai

Bolo re (ek do teen) kahaani kamaal hai
Paisa sawaal hai (chaar paanch chhe) teri mazaal hai
Himmat ki teri misaal hai
Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon

Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri kahaani mein kitne afsaane hai

Main kyakaroon main kya karoon
Kaisa amjhaau ki meri kahaani mein kitne afsaane hai
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main hoon
O.o.oo
Kaise kahoon ki wo main hoon
Kaise kahoon ki wo main…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply