Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

Main mohabbat ki aakhari nishani bhi mita aaya hoon – [2]
Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon – [2]

Waise bhi ab toh kuch saansein baaki hai
Thode se din thodi raatein baaki hai
Dard bahot hai par jine ka bhi dil hai
Sab kehte iss haal mein jina mushkil hai
Bayaan kaise karu meri jo haalat hai
Magar dil keh raha yahi toh chaahat hai
Main mohabbat ki aakhari nishani bhi mita aaya hoon – [2]
Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon – [2]
Juthhe waadon ke jakhmon se ghayal hoon
Main deewana kya haan main toh paagal hoon
Ab bhi tumse khwabon mein milta hoon main
Ab bhi thodi yaad hai aur jalta hoon main
Magar sab keh rahe bhula du uss pal ko
Main jo pal ji liya bhula du uss pal ko
Main mohabbat ki aakhari nishani bhi mita aaya hoon – [2]
Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon – [2]
Na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu
Na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye
Main mohabbat ki aakhari nishani bhi mita aaya hoon – [2]
Teri tasweer jalaake raakh dariya mein baha aaya hoon… – [2]
Comments
You must log in to post a comment.