Chandni ki na to chahat hain,
Chaand ki bhi na jaroorat hain
Maine chaaha tujhe
Meri yeh jawani hain junooni asmani
Pagal hoon main ya deewana
Chahe kahe tu begana
Deewana tere pyar mein
Badal hata aur tu mila roshan yeh dil ho gaya hain
Tu aankh se ojal hua aur dil mera bujh gaya hain – [2]
Roshni ki na toh chahat hain
Na seetaro ki jaroorat hain
Mujhe chahaa tujhe
Meri yeh jawani hain junooni asani rani
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begana
Deewana tere pyaar mein
Yeh ghani zulfein zara chehre se tu hata
Narm nazak sharmon haya sab phalko se tu gira
[ Madhoshi se tune abhi mujhko jo apna kaha hain
Khamoshiya gaane lagi sannaata kehne laga hain – [2]
Ab kisiki bhi na chahat hain,
Tu bhi na jaane teri jaroorat hain
Mujhe chahaa tujhe
Meri yeh jawani hain junooni asmani rani
/
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begana
Deewana tere pyaar mein
Chandni ki na toh chahat hain,
Chand ki bhi na zaroorat hain
Mujhe chaaha tujhe
Meri yeh jawani hain junooni asmani
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begana
Deewana tere pyaar mein…
Comments
You must log in to post a comment.