Voh Dekhnay Mein by Ali Zafar (2012)

3 views

Ho ho o ho hmm
Voh dekhnay mein kaisi seedhi saadi lagti
Hai bolti ki woh toh kuch nahin samjati
Andar se kitni tezz hai
Kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
Ho kehti hai yeh ik phase hai

Voh dekhnay mein kaisi seedhi-saadi lagti
Hai bolti ki woh toh kuch nahin samajhati
Andar se kitni tezz hai
Kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
Ho kehti hai yeh ik phase hai
Ho kehti hai yeh ik phase hai

Yeh kahan main aa gaya
Bolo kaisa yeh tayaan hai
Dil kisi ka ho gaya, na isspe ikhteyaar hai
Karun toh kya karun, kaoon toh kya kahoon
Yeh gaana bhi toh usko paas laane ka bahana hai
Woh chup chup mere dil ke raaz kholti
Aadat ke mere khwaab bhi tataloti
Possessiveness ka case hai

Jaan-e-jaan jaan-e-mann
Toh har gaane mein aata hai
Parwana romeo har ladka hi bann jaata hai
Likhun toh kya likhun
Banu toh kya banu

Yeh filmo mein ladka hi
Kyun ladki ko phansata hai
Main chahoon bhi toh main
Sabhi woh kar jaata hoon
Woh aaye saamne toh main sudhar jaata hoon
Ladki ik full-on chase hai
Haan kehti hai yeh ik phase hai

Voh dekhnay mein kaisi seedhi saadi lagti
Hai bolti ki woh toh kuch nahin samajhati
Andar se kitni tezz hai
Kabhi ajeeb si, kabhi haseen lagti
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
Ho kehti hai yeh ik phase hai
Ho kehti hai yeh ik phase hai…


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply